Main usay kaise aikaila chor don is rah main
sath jo chalta raha majboriyon k baad bhi.
ban k khusboo rach gya hy yun mere ehsas main
door ho paya nahi woh dooriyon k bad bhi
rafta rafta us ko bhi ye duniya ra`as aa gye
muskra k woh mila hy ranjishon k bad bhi
fasly kb kum howay hain rabton k bad bhi
ajnabi thay ajnabi hain "mohabton" k baad bhi
02:08
Posted in:
0 comments:
Post a Comment