wo jo harf harf chiraag tha usse kis hawa ne bujha diya ? kabhi lab helain gey to poochna ! abhi kya kahein abhi kya sunaye yunhi khuwahishon k fishaar mein kabhi be'sabab kabhi be'khalal kahaan kon kis se bichar gya ? kise kis ne kaise ganwa diya ? kabhi phir milein gey to poochna
0 comments:
Post a Comment